-:One Sided Love Poetry in Urdu:-
یھ غم نہیں کہہ وہ مجھ سے وفا نہیں کرتا
ستم تو یھ ہے کہ کہتا ہے ‘جا’، نہیں کرتا
-::-
Yeh gham nahi keh woh mujh se wafa nahi karta
Sitam to yeh hai ke kehta hai ''ja'', nahi karta
-------------
وہ ستمگر عجب ظلم دھانہ چاہتا ہے
ان دنوں مجھ سے ہاتھ ملانا چاہتا ہے
-::-
Woh Sitamgar ajab zulm dhana chahta hai
In dinon mujh se haath milana chahta hai
-------------
میری روح ترستی ہے تیری خوشبو کو
تو کہی اور جو مہکے تو، تکلیف ہوتی ہے
-::-
Meri rooh tarasti hai teri khushboo ko
To kahi aur jo mehkay to, takleef hoti hai
-------------
دعائےں ہم نے مانگی ادائیں غیروں نے لوٹی
بڑا مہنگا پڑا اجنبی ہمےں تیرا جواں ہونا
-::-
Duaye hum ne mangi adayey gheiron ne looti
Bara mehanga para ajnabi hummy tera jawaa hona
------------
روز محشر مجھے خالق نے اگر مہلت دی
اک غزل تجھ پہ جون ا یلیا سے لکھواؤ نگا
-::-
Roz mehshar mujhe khaaliq ne agar mohlat di
Ik ghazal tujh pay Jaun Elia se likhwao ga
--------------
0 Comments